Wo Rote Hai Ankho Me Bhar Ke Ansuo‚  Ko
Kuredte Hai Apne Sukhe Hoo Jakhm Ko,
Dikhaate Hai Gahare Jakhm‚  Wo Hame
Ham N Jane Kab Se Sahalaate Aa Rahe
Unhee Ke Diye Hooe Gahare‚  Jakhmo Ko
Wo Yad Karte Hai Babree Ko Aaj
Ham Nahi Bhulaa Paye Hai Aaj Tak Baabr Ko
Wo Manate Hai Barsee Tootne Kee Baabree
Ham Yaad Karte Hai Toote Hooe Mandiro Ko
Sabhee Nee Dekha Tha Us Khoonee Sailab Ko
Kahi Lahor Me Lasho Se Bharee Rail Ko
Kahi‚ ‚  Lasho Me Lipte‚ ‚ ‚  Panjab Mel Ko
Aree Kyo Rote Ho Badnaseebee Pe Apneee
Yaad Karo Us Atyaacharo Se Bhare Aurangjeb Ko-Â…
Hamne To Khwaab Aajaad Bharta Ka Sajaya Tha
Unkee Chaahat Ko‚  Khudaa Bhee N Jaan Pyaa Tha
Jo Chale Gaye The Juda Hokar Hamse-Â…-Â…-Â…-Â…
Rote Hai Yad Karke Aaj Bhee Hindustaan Ko-Â…-Â…
Masjid, Mandir To Or Bhee Ban Jayegne
Par Dilo Me Lage Ghav Yaad Rah Jayenge
Kabhee Kasak Utheegee Dil Me Aapke
Dil Hamare Bhee Toote Hooe Najar Ayenge
Kyo Lipte Ho Un Paathro Se Aye Insaaan
Mat Kuredo Un Poorane Ho Gaye Jakhmo Ko
Rowoge Tum Fir Ankho Me Bhar Ke Ansooko.