Wahiz, Kabhi Teri Baathon Main Bhi Zor Tha
Ajaan Tha, Ke Tera Raasta Kuch Aur Tha
Har Zamane Main Qais, Majnu Hi Bunha
Kabhi Wafa-E-Laila Ka Bhi Daur Tha
Kissi Ki Ulfat-E-Umeed Pe Muzaak Nah Kar
Kabhi Tere Seenai Mai Bhi Is Shauq Ka Shor Tha
Teer-E-Nargis Ne Khoob Nishana Lagaiya Tha
Diwane Hum Bunnai, Shikaar Koy Aur Tha
Saager-E-Ishq Main Haath Agai Tho Bariya Tha
Beech Main, Lehron Ka Rukh Hi Kuch Aur Tha
Charagaar Ne Kaha, Both Dum Hain Jawaan Main
Janazai Main Bhola, Bachara Dil Ka Kamzoor Tha
Diwana Dil Mohm Ki Tara Pighal Ta Raha
Husn Walon Pe Siruff Sona Chandi Ka Zor Tha
Oon Se Samna Hua, Laga Zindagi Se Taraf Hua
“Asir” Kyon Sooch Liya, Ke Tere Hi Liye Woh Mor Tha