Wahi Hain Dard Kaa Alam Usse Bhula Kar Bhi
Mere Kareeb Hii Nikla~wo Door Jaa Kar Bhi
Peeye Hain Saat-Samandar Magar Wahi Hain Pyaas
Nigah Bhadti Nahin Hain Kisi Ko Paa Kar Bhi
Alag Alag Sahi Duniya Kaa Aur Dost Ka Gham
Kabhi Youn Hii Zara Dekhhon Inhe Mila Kar Bhi
Ajeeb Kahe Pada Ab Ke Saal Aashqon Kaa
Ke Aankh Taar Naa Hui Khoon Mein Naha Kar Bhi
Har Ekk Shai Teri Rehmat Ke Geet Gaati Hain Agar Hain Sach!
Agar Hain Sach Tou Kabhi Aye Mere Khuda _kar Bhi
Wahin Hain Dard Ka Alam Usse Bhula Kar Bhi
Mere Kareeb Hi Nikla Wo Dour Jaa Kar Bhi
Now The(Kalaam-Ghazal)s Lyrics(In Short**)~movie Aitbar
Kisi Nazaar Ko Tera Intezaar Aaj Bhi Hain
Kaha Ho Tum Ke Ye Dil Beqarar Aaj Bhi Hain
Wo Wadiyaan Wo Fazaaye Ke Ham Milein Thhe Jaahan
Meri Bafa Ka Wahin Par Mazaar Aaj Bhi Hain
Naa Jaane Dekh Ke Kyun Unko Ye Houa Ehsaas
Ke Mere Dil Pe Unhe Ikhhtiyaar Aaj Bhi Hain
Wo Pyaar Jiss Ke Liye Hamnein Chhod Di Duniya
Bafa Ki Rah Mein Ghayaal Wo Pyaar Aaj Bhi Hain
Yaqeen Nahin Hain Magar Aaj Bhi Ye Lagta Hain
Meri Taalash Mein Shayaad Bahar Aaj Bhi Hain
Naa Puchh Kitne Muhabbat Ke Zakhm Khhaye Hain
Ke Jin Ko Soch Ke Dil Sogwar Aaj Bhi Hain
*Aitbar Movie Ghazal Ends Here**
Wahin Hain Dard Kaa Alam Usse Bhula Kar Bhi
Mere Kareeb Hi Nikla Wo Dour Jaa Kar Bhi
Peeye Hain Saat-Samandar Magar Wahin Hain Pyaas
Nigah Bhadti Nahin Hain Kisi Ko Paa Kar Bhi