Wah Kismat Tune Yeh Kya Din Dikhlaya
Jise Dost Banana Chahte The Usne Hi Thukraya
Koi Tha Jo Hame Dekh Kar Chal Diya
Par Yeh To Hume Bina Dekhe Hi Hume Samajh Liye
Kehte The Ki Dosti Ka Koi Roop Nahi Hai Hota
Magar Badi Samjdari Se Apne Aap Ko De Diya Dokha
Dosti Ki Raah Main Dono Ne Kadam Bada Diye
Hum Chalte Rahe Aur Woh Kya Soch Kar Tham Gaye
Laga Tha Khuda Ne Mere Dost Ko Tofe Main Hume Diya
Magar Mere Dost Ne Hume Usse Bhi Acha Tofa De Diya
Kehte Hue Ki Woh Humari Dosti Ke Kabil Nahi
Lota Di Humare Zindagi Main Phir Se Tanhaai
Tanhai Hi Meri Dost Hai Hume Samaj Jana Tha
Parchai Hi Mera Saathi Hai Jaan Jana Tha
Yeh Na Roop Dekhti Na Dil, Yeh Hai Har Waqt Ka Saathi
Yeh Zindagi Se Mauth Tak Apne Saath Rehne Ke Hain Aadi