Vo Diya Jis Se Mere Qalb-O-Nazar Raushan The
Main Ne Jab Haath Lagaaya To Jale Haath Mere
Ghar Ki Takhti Koi Padhata Hi Nahi Kya Kije
Koi Ho Jo Ki Mujhe Shahar Mein Rusava Kar De
Mujhe Ye Dukh Ki Ye Lazzat Teri Qismat Mein Nahi
Aur Tu Khush Ki Kisi Saanp Ne Kata Na Tujhe
Teri Qismat Teri Haathoon Ki Lakiroon Mein Nahi
Dhuundh Kar La Vo Sitaraa Ki Jabin Par Chamake
Dekhane Kuch Na Diyaa Dasht Ke Aage Kya Hai
Ban Gaye Raah Ki Deewaar Musaafir Kitne
Vaadi-E-Marg Hai Ye Shahar Jo Din Ko Khush Tha
Aap Shab-Khuun Kii Tamannaa Mein Kahaan Aa Pahunche
Mere Haathoon Se Ruka Sail-E-Havaa Ka Relaa
Sang Hu Ya Ki Main Aahan Huun Mujhe Sochane De