Viraan Hain Mera Dil Tere Bin
Soona Hain Aangan Mera Tere Bin
Murjia Hova Hain Har Ik Phool Tere Bin
Meri Aankhon Mein Ansoon Aa Jate

Jab Bi Naam Tera Zubaan Pe Aata Hain
Meri Duniya Mein Hain Matam Bich Tere Bin
Har Aankh Mein Paani Hain
Har Dil Main Aaha Hain
Meri Zindagi Hain Viraan Tere Bin
Tareek Hain Mera Muqadar Tere Bin