Uuse Aaj Bhi Yakeen Hai Tere Aane Ka
Ek Sham Guzar Chuki Hai, Dusari Sahar Ke Aane Ka.
Phir Kaha Bhulata Hai Woo Mukam Bhul Jane Ka
Ek Wada, Duza Iitzaar Or Phir Sabab Mukar Jane Ka.
Muje Jane Kyoun Yakeeen Hai Tera Waada Nibhane Ka.
Manzar Bhi Too Nahi Koi Iis Dil Ko Samjane Ka
Iimtihaan Sabar Ka Hai,Aur Haal Behaal Hai Mera
Aab Shayad Bachna Mushkil Hai Tere Dewaane Ka.
Banake Taqdeer Phir Bigaar Dena
Koi Seekhe Aapse
Chura Ke Nazaar Dil Churana
Koi Sheeke Aap Se
Hay Yeh Haya, Ooof Woo Aada
Dilo Ko Tarpana
Koi Seekhe Aap Se
Muje Kaya Huya Hai Kuch Khabaar Nahi Hai
Iinsaan Ko Shayer Banana
Koi Sheeke Aap Se
Soch Raha Hu Kaya Kaya, Dukh Hai Mahkane Ko
Mera Dil Hai Tuta Huya Hai,
Aakhne Hai Roone Ko, To Jaaaam Hai Samjane Ko
Mile Bhi To Wooo Kaya Ek Hawa Ke Jooonke Ki Tarah
Lehar Ka Jese Ret Pe Naam Mitaa Dena
Hume To E Rehguzar Aab Do Hi Kaam Hai
Yaaa Tuje Yaaad Karna Yaaa Khud Ko Bhula Dena
Gujre Waqt Ko ‘Taqdeer’* Banana Theek Nahi
Hume Yaad Karna,Or Khud Ko Bhool Jana Theek Nahi
Iis Jindagi Main Gumo Ki Kami Hai Kaya?
E ‘Mithu’ Khushiyo Se Ji Churana Theek Nahi