Us Nazuk Sai Dil Ko Samaj Kii Zaroorat Bhii Thii
Meri Tarha Kisi Sai Mohabbat Usse Bhii Thii
Apney Wadon Ko Poorey Kerney Kii Himmat Us Main Bhii Thii
Per Iradon Ko Badalney Kii Majboori Us Se Bhii Thii
Apney Milan Ko Hamesha Zinda Rakhney Kii Koshish To Usne Bhii Kii
Pul Do Pul Ko Zindaagi Bananey Kii Adat Us Se Bhii Thii
Bad Kismati Ne Us Se Nay Raastey Badal Ke Dikhaey
Per Hatheyliyon Kii Lakeero Ko Badalney Kii Khuaish Us Se Bhi Thii
Us Raat Mujhe Samjhaney Kii Koshish Tou Us Ne Bhii Kii
Per Mai Woh Dard-E-Juddai Naa Sahoon Us Kii Tammana Usse Bhi Thii
Bichar Ker Ansoon Ko Chuppaney Kaa Wada Kya Tha
Chaand Raat Ko Nazar Naa Milaaney Kii Zid Us Se Bhi Thii
Jis Tarha Her Pul Ghabraat Mujhe Thii
Us Tarha Her Ekk Saans Qayamat Usse Bhi Thii
Yeh Dil Tou Phir Bhi Pooch Tha Hai Apney Pyar Sai Usey Khoney Ka Dar Kio Jisse Kabhi Paya Nahee
Per Yeh Koi Dar Nahee Meri Tarha Khushiyon Kii Arzoon Usse Bhi Thii
Her Baar Mene Ansoon Nahee Bahaey Per Meri Jo Khush Ankhon Mai Sailab They
Meri Tarha Katon Pe Umar Guzaarney Kii Adat Usse Bhii Thii
Jis Tarha Uske Saath Zindaagi Guzaarney Ke Aarman Mere Bhii They
Meri Tarha Usse Naa Bhool Jaaney Kii Qasam Usse Kisi Aur Sai Bhii Thii