Unke Jane Ke Baad Unki Yaadon
Ke Saath Bhi Khud Ko Akhela Paya
Phoolon Ke Bagh Me Humne Kaanton Ka Mela Paya
Uth Uth Kar Dekhte Te Teri Raha Raaton Me Bhi
Kuch Yuh Adat Pad Gayi Ke
Kabar Me Bhi Chain Se Sona Nahin Aya
Pattar Ban Hi Gaye Jab Har Maud Pe Gumon Ke Toofan Ko Paya
Apno Ki Godh Me Dam Todte Apne Har Ek Arman Ko Paya
Chubne Lage Abkhon Me Khwabon Ke Tukde Kuch Aise
Ke Dard Ke Mare Phir Koi Sapna Pirona Nahin Aya
Har Nazm Me Apne Dukh Ko
Humne Mehekte Hue Paya
Apne Dil Ki Dastan Pe Logo
Ko‚  -žwah-Å— -žwah-Å— Kehte Hue Paya
Samjha Nahin Tere Dard Ko
Koi Shayari Likhni Band Kar Tu -žmeena
Jo Lafzo Ko Dard Me Tujhe Bigona Nahin Aya