Tune Maikha Mein Nigahon Ko Chuppa Rakhha Hain
Hosh Baazon Ko Bhee Deewana Bana Rakha Hain
Naaz Kaise Na Karun Banda Nawazi Pe Teri
Mujh Nacheez Ko Jab Apna Bana Rakha Hain
Harkadam Sajde Pe Saj Shaukh -ŗzafar- Karte Hain
Humne Kaaba Tere Kuche Mein Bana Rakha Hain
Aye Mere Parda Nashin Tere Tawajo Ke Nisar
Maine Duniya Se Tera Ishq Chuppa Rakha Hain
Jo Bhee Ghum Milta Hai Seene Se Laga Leta Hun
Maine Dard Ko Takdeer Bana Rakha Hain