Tum Se Is Doori Ki Shyad To Koii Mayad Ho
Woh Vaada-E-Mulakaat Tum Ko Shyaad Abhi Yaad Ho
Hum To Saza Pane Ke Liye Mutmain Hain Lekin
Un Ko Thi Yeh Umeed Ke Shyaad Koii Fariyaad Ho
Kahan Hai Hum Mein Zurrat-E-Mulakat Abhi
Lekin Mumkin Nahin Is Se Behtar Koii Intikhaab Ho
Pari Hai Suni Hai Rah-E-Nibahi Ki Ruswaiyaa
Is Se To Achha Hai Ke Yeh Sab Khud Hii Yaad Ho
Agar Hui Kabhi Un Se Mulakat Woh Akhari Hogi
Lekin Shaayd Khatam Yeh Tabhii Iztiraab Ho