Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Toh Yeh Haq Hai Tumko
Hal-E-Dil Likhna Chahta Tha Mai Khat Mein
Mere Paas Se Woh Gujri Mera Haal Tak Na Pucha
Dil Mai Haazaar Gila Shikva Ho Magar Yeh Nahi Mumkin
Deewane Ban Keh Tere Peeche Aayee Phir Bhi
Unhe Aadat Hai Zakham Dene Ki
Aur Hum Zakham Kha Kar Chale
Gujre Hue Kal Ki Yaad Aati Hai
Kuch Lamho Se Ankhen Bhar Aati Hai
Do Kadam To Sab Chal Lete Hain Par
Zindagi Bhar Ka Saath Koi Nahi Nibhata
Hum Toh Yeh Umeed Lekar Aayee Aapka Sath Hai
Aasoo-On Ke Aawaaz Nahi Hoti
Dil Ke Tootne Ki Aahat Nahi Hoti
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas
To Usey Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti