Tujhe Hum Kaise Manye
Kaise Ghar Lain Aai Dost
Tujhe Kaise Dekhain Apne Gum
Kaise Batein Kitni Tanhai Hain A Dost
Tum Ne Hume Humari Khata Na Batayi
Fir Saza Kyou De Rehe Ho A Dost
Mera Ansoon Ko Khushi Banti Thi Tum
Aaj Tumhi Ne Rulaya Hai Ai Dost
Saath Bet Kar Bhi Baath Nehi Karti
Ye Kaisi Majboori Hai A Dost
Tu Bhulgaya Hume Humari Dosti Ko
Magar Tumhe Bewafa Nehi Kahenge A Doost
Bhulne Ki To Humne Bhi Kitni Koshish Ki
Magar Teri Yaad Bahut Ati Hai A Doost
Yakeen Hai Hume Tu Na Aega Bhoot Ana Ka Tor Kar
Pirbe In Ankhoon Ko Bas Tera Intzaar Hai Ai Dost
Tor De Ye Zanjeerein Ane Ki
Laga Le Gale Hume A Dost
Intzaar Mein Hi Zindagi Khatam Hogayi ki
Doli Ko Nehe Tu Janazai Ko Hi Kanda Dainai Aga A Dost