Tu Ish Tarha Se Meri Zindegi Meh Shamil Hein

Jaaha Bhi Jaaoon Yeh Lagta Hein Teri Mehfhil Hein

Yeh Aasmaan Yeh Badal Yeh Raste Yeh Haawa

Haar Ek Cheez Hein Aapni Jaga Thikane Se
Kayi Deeno Se Shikayat Nehi Zamane Se
Yeh Zindegi Hein Safar Tu Safar Ki Manzil Hein
Jaaha Bhi Jaaoon Yeh Lagta Hein Teri Mehfhil Hein
Tu Ish Tarha Se Meri Zindegi Meh Shamil Hein
Haar Ek Phool Kisi Yaad Sa Mehekta Hein
Haar Ek Phool Kisi Yaad Sa Mehekta Hein
Tere Khayal Se Jaagi Huyi Fizaye Hein
Yeh Saaz Tere Hein Yea Pyaar Ki Duwaye Hein
Tu Paas Ho Ke Nehi Phir Bhi Tu Muqabil Hein
Jaaha Bhi Jaaoon Yeh Lagta Hein Teri Mehfhil Hein
Tu Ish Tarha Se Meri Zindegi Meh Shamil Hein
Haar Ek Shai Hein Mohabbat Ke Noor Se Roshan
Yeh Roshni Jo Na Ho Zindegi Adhoori Hein
Rahe Bafa Meh Koi Humsafar Zaroori Hein
Yeh Rasta Kahi Tanha Kaate Toh Mushkil Hein