Thandi Hawanke Zonke Aaj Yaha Mandhra Rahe Hain
Unhe Pata Bhi Nahin,
Zameen Par Unka Fasla Kuch Waqt Ka Hain
Jeetna Unchayee Pe Pahuncho Unki Ahmiyat Aur Jyada Hain
Neele Asmaan Mein Chupa Sooraj Ho Ya Chand Aur Sitare
In Sabki Keemat Jameen Par Jiyada Hain
Parbato Ke Unchayee Pe Kaha Hain
Barish Ke Boondo Ki Najakat Bhi Dekhne Mile To
Sooraj Ke Samandar Ke Khaulte Paniko Peeneke Baad
Bawajood Samandar Pe Kuch Bhi Asar Nahi Hota
Ya Sooraj Ko Koi Thakan Mahsoos Hoti Hain
Isika Naam Zindagi Hain Pyare, Kuch Pana Hain To Kuch Khona Jaroor Hain
Yaha Samandar Sooraj Ko Kabhi Rok Nahi Sakta
Ya Fir Sooraj Samndar Ko Kabhi Sooka Nahi Sakta
Yeh Lagan Woh Lagan Hain Jo Koi Bhi Aye Ya Jaye
Yaha Ek Duje Ka Milna Bichadna Koi Rok Nahi Sakta