Tere Zulmo Ki Ab Intehaan Hogayi
Yahaan Meri Zindagi Ki Shaam Hogayi
Tere Chehre Par Na Aayi Ek Bhi Karwat
Tere Aashiqon Ki Dastaan Hogayi
Teri Zindagi Aabaad Hogayi
Meri Zindagi Barbaad Hogayi
Karke Ruswa Tumhe Sukoon Aataa Hain
Hum Phir Bhi Khush Ghalib
Ke Unko Humse Kush To Paata Hain
Andheron Mein Humme Din Nazar Aataa Hain
Andherin Raat Mein Haath Mein Jaam Chaand
Mein Sirf Tera Chehra Nazar Aataa Hain
Khogayi Hain Humse Saari Khushi
Humme Ab Ghum Mein Maza Aataa Hain
Dekha Jo Maine Chehra Apna Main Dargaya
Jeene Ke Liye Main Marta Chala Gaya
Main Sirf Ek Baar Tujhse Milna Chaahtan Hoon
Na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Hojaaye
Tere Ghum Mein Sahaara Sirf Sharaab Deti Hain
Dekh Tera Aashiq Aaj Sharaabi Bangaya
Kal Shayad Main Rahoon Na Rahoon Lekin
Tu Sada Aabaad Rahe Jeeti Rahe Hasti Rahe