Tere Haseen Chehre Mein Aesa Rubaab Hain
Jiski Aage Fiki Saare Zamane Ki Sharaab Hain
Yu Naa Nikala Karo Tum Mere Dilbar Ghar Se
Duniyah Walo Ki Niyyat Badi Kharaab Hain
Chaand Si Shitalta Sitaaro Si Jagmagahat Tujh Mein
Hai Bholi-Bhali Magar Kuch To Hai Shararat Tujh Mein
Maine Paayi Hai Apne Khwabo Ki Haqikat Tujh Mein
Roshan Hai Mera Ghar Tujhi Se Tu Mera Aftaab Hai
Tere Haseen Chehre Mein Aesa Rubaab Hain
Sagar Si Chanchal Ho Tum Main Hu Tumhara Saahil
Ab To Aa Jao Kareeb Mere Tum Jeena Hain Mushkil
Lagi Ho Dil Ko Apni Tumhi Mein Nazar Aayi Hai Apni Manzil
Sama Jao Mujh Mein Jaise Sama Jate Nadi Aur Bahraab Hai
Tere Haseen Chehre Mein Aesa Rubaab Hain
Sab Kuch Khokar Bhi Teri Mohabbat Mein Bohat Kuch Paya Hai
Tere Aanchal Ki Chhaav Mein Ghar Apna Banaya Hai
Tere Naam Ko Hi Pooja Hai Tujhe Hi Gungunaya Hai
Mere Har Geet Aur Nazmo Mein Tera Hi Shabaab Hai