Taseer Shikwa-E-Jafaa-E-Ishq Shikanja Ko Kya Kare?
Fana Nahin Sagar-E-Lahoo Boond-E-Jigar Ko, To Kya Kare?
[Taseer = Asar]
Aaseer Dar Bahaar-E-Qismat Hoon, Dekhe Khizaan Ka Lekin
Sirf Wajood Baaqi, Be Sar-O-Paa Laash Ka Woh Kya Kare?
[Aaseer = Prisoner]
Har Gaam Doori-E-Manzil Chaantti, Raah-E-Halqa Kahan Jaa Rahi
Faqat Nafaskashi Zindagi Phir Koi Tamanaon Ko Kya Kare?
[Raah-E-Halqa = Circle Way]
Maana Ki Umeed-E-Hamdardi As Shamsher Ghaafili Lekin
Faqat Muntazir-E-Lahoo-E-’Abdullah’ Reh Kar Woh Kya Kare?
[Shamsher = Sword]