Taray Honton Ke Phoolon Ki Chahat Main Hum
Daar Ke Khushk Tehni Mian Waray Ghai
Teray Hathoon Ki Shamon Ki Hasrat Main Hum
Neem Tareek Raton Main Maray Ghai
Soolion Par Hamary Laboon Se Paray
Teray Honton Ke Lalai Lapaki Rahi
Teri Zulfon Ki Masti Barasi Rahi
Teray Hathon Ki Chandi Damaki Rahi
Jub Ghuli Teri Rahon Main Sham-E-Sitam
Hum Chalay Aiay Jahan Tuk Lai Qadam
Lab Pe Harf-E-Ghazal Dil Main Kindil-E-Ghum
Apan Ghum Tha Ghawai Teray Husn Ki
Dekh Qaim Rahay Is Ghawai Pe Hum
Hum Jo Tareek Rahoon Main Maray Ghai
Naraai Aghar Apni Taqdeer Thi
Teri Ulfut Hi Apni Hi Tudeer Thi
Kis Ko Shikwa Hai Aghar Shoq Ke Silsalay
Hijr Ki Qatal Ghahoon Se Sub Ja Milay
Qatal Ghahoon Se Chun Kar Hamaray Alam
Aur Niklain Ghian Us Shakh Ki Qaflay
Jin Ki Rahah Talab Se Hamaray Qadam
Mukhtasar Kar Chalay Dard Ke Faslay
Kar Chalay Jin Ki Khatir Jahan Gheer Hum
Jan Ghanwa Kar Teri Dilbarai Ka Bharam
Hum Jo Tareek Rahoon Main Maray Ghai
Hum Jo Tareek Rahoon Main Maray Ghai
Hum Jo Tareek Rahoon Main Maray Ghai