Tamaam Umr Insaano Ko Dekha Magar,
Sachche Insaan Mujhe To Kam Nazar Aaye
Jab Bhii Insaano Ke Fehrist Banaye Maine,
Sab Se Awwal Hum Ko Khud Hum Nazar Aaye
Mohabbat Kaa Jab Bhi Zikr Aayaa Zamane Mein,
Sab Ke Sab Aashiqon Ke Sar Qham Nazar Aaye
Bewafai Ke Kisse Jo Aaye Chaurahe Par To,
Saare Jahaan Ke Ujaale Maddham Nazar Aaye
Poocha Khuda Ne Sachhi Muhabbat Kaa Haqdaar Kaun Nahi,
Zehen Mein Naam Tumhaara Aaya,Samne Tum Nazar Aaye.
Khuda Kaa Farmaan Tha”Is Badkismat Ko Pareshaan Naa Karo
Kyunki Usko Hum Zamane Mein Hamesha Gum Nazar Aaye!