Suna Hai Hum Layank Nahi Un Ke Pyar Ke Hum
Kabhi Kabhi Zinda Rehte Hai Nefrat Pane Ke Umeed Hai
Hum To Dil-O-Demag Kia Rouh-O-Jaan Tek Ker Chukay Un Ke Hewalay
Wapsi Main Kuch Pyar Na Sahee‚  Nefrat Tou Detey Jayain Gay
Wo Khush -O- Khurram Rahain‚  Humaree Tou Dua Hey Yahee
Sath Sath Apney Hum‚  Ghem Un Kay Bhee Letey Jayeen Gay
Suna Hai Kafi Ibn-Ul-Waqt Hain Sanam Humaray
Souchtay Hain Kaheen Nezrain Tou Na Phair Jaeen Gay
Baat Maeyat Uthney Tek Key Houtey Tou Shayed Ker Letay Berdasth
Humara Tou Jinaza Bhee Un Key Gelee Say Guzra
Kitnay Bhouley Hain Wo‚  Aata Nahee Tereeka Nefrat Kernay Ka Bhee
Kabhi Kabhi Daekh Ker Humhain Dheeray Say Muskera Daetain Hain Wo