Socha Tha Nahi Karenge Zikr Dil-E-Dard Ka Ab Unse,
Magar Phir Aa Gaye Jo Saha Gaya Naa Humse,
Pareshan Waqt Ki Hasrat Kya Bataatey Aap Ko
Thuk Gaye Hain Wafa Ki Raah Mein Phir Bhi Chal Rahe Hain Doston.
Thaan Liya Hain Ki Chalte Rahenge Tab Tak
Ke Woh Tamaashai Naa Phigle Jab Tak,
Maloom Hain Shayad Umar-E-Jawaani Bhi Intezaar Mein Nikal Jaayegi
Lekin Gila Ki Jhalakya Bhi Naa Hogi Jab Woh Humari Saath Hogi,
Ab Nahi Karenge Unse Koi Takraar,
Ke Woh Chale Gaye To Saath Le Jayange Dil Ka Karaar,
Darte Nahi Hum Unse Ke Hum Unhe Khona Nahi Chahte
Lekin Woh Kya Samajhenge Humare Pyar Ko,
Pata Nahi Unhe Ke Hum Unhe Bhoolana Bhi Nahi Jaante