Socha Ki Aaj Sharab Par Likhte Hain Hum,
Apni Duniya Main To Khuda Hi Hai Ram……………
Shukr Hai Ki Naseeb Itna To Saath Deta Hai
Aik Haath Main Sharab Dusre Main Kalam Rehta Hai

Kya Rang To Kya Roop Hai Is Sukun-E-Dil Ka
Tute Dilon Ka Yehi To Sara Gam Bharta Hai…
Ham Aur Sharab Saari Raat Saath Hote Hain,
Kaise Phir Subah Ko Uski Mohabbat Ka Bharam Rehta Hai…
Aik Shaks Hai Jo Humpe Jaan Isqadar Luta Ta Hai,
Alag Hone Ki Baat Par Saham Jaata Hai
Kehta Hai Woh “Sharam To Aati Nahin Hogi Tumhe”
Hum Kehte Hain…
Jo Pee Le Gam Ko Sharab Ke Saath
Zamana Use “Sanam” Ke Naam Se Janta Hai…