Siskiya Thamti Nahi Gam-E-Hizab Me..
Naseebo Ki Baate Hai Ye Tere Sansaar Me…
Maine Kya Gunaah Kiya Tha Jo Janam Paa Gayi Yaha..
Bata E Zindgi Tune Gam K Siva Mujhko Diya Hi Kya…
Siskiya Thamti Nahi Gam-E-Hizaab Me…
Be-Hisaab Dard-O-Gam Aur Be-Intihaa Thhokrain…
Ashko Se Daaman Bheegte, Armaano Ke Zanaaze….
Mila Kya E-Zindgi Bta Jeene K Vaaste..
Siskiya Thamti Nahi Gam-E-Hizaab Me..
Naseeb Ki Baate Hai Ye Tere Sansaa Me..
Main Koi Chaah Karu.Vo Poori Ho Jaaye…
Aisi Takdeer To Hai Hi Nahi Jo Khushi Ki Saans Bhare..
Mere Liye To Sirf Kaali Raatain Aur Gam Hai Naseeb Me..
Naam De Diya Isiliye ‘Gam-E-Lashkar’ Apne Vazood Me..
Siskiya Thamti Nahi Gam-E-Hizaab Me..
Naseeb Ki Baate Hai Ye Tere Sansaar Me