Shaamme Ghazal Kee Lau Ban Jaaye_aisa Misra Ho To Kahon
Ekk Ekk Harf Mein Soz Kee Khushboun_dil Kaa Ujaala Ho To Kahon
Raaz-E-Muhabbat Kehne Wale_log To Lakhhon Milte Hain
Raaz-E-Muhabbat Rakhhne Wala_hamsa Dekhha Ho To Kahon
Kaun Gawaahi Dega Uthh Kar_jhuton Ki Iss Basti Mein
Sach Kii Qeemat De Sakne Ka_tum Mein Yaara Ho To Kahon
Waise To Harr Shaqs Ke Dil Mein_ek Kahani Hoti Hain
Hijr Kaa Lava Gham Kaa Saleeka_gard Kaa Lehjaa Ho To Kahon
Amjad Sahab Aapne Bhii To_duniya Ghoumke Dekhi Hain
Aisi Aankhein Hain To Baataaon_aisa Chehra Ho To Kahon