Sari Duniya Ke Log Jab New Yr Kee Khushiya Mana Rahe Thaa
Hum Mein Se Hi Kuch Log Maut Ka Shok Mana Rahe Thaa
Na Jaane Kitne Aansu Unke Seene Mein Dafan Hain
Kyunki Unhi Kee Chahnewalo Kee Chehro Par Aaj Kafan Hain
Bhagwan Hi Insan Ko Banata Hain Mitata Bhii Hain
Koi Nahi Jantaa Kiska Waqt Kab Aa Jata Hain
Aaj Her Insaan Unki Madad Karne Kee Liye Khada Hain
Bina Yeh Soche Kee Kaun Chota Or Kaun Bada Hai
Aaj Yehi Duniya Kii Reet Hain
Nafrat Kii Jagah Sirf Preet Hain
Aao Sub Milkar Kare Unki Madad Aaj
Bhejkar Unko Paisa Or Anaaj
Insaniyat Hi Sabse Bada Dharm Hai
Insan Ki Madad Karna Hi Sabse Bada Karm Hai
Jisse Jitna Banta Hai Utna Zaroor Kare
Kam Se Kam Meri Tarah Prarthna Zaroor Kare
Bass Itna Hi Keh Sakta Hu Main Apni Zubani
To Chalo Aaj Hi Se Shuru Kare Hum Mission Tsunami