Sar-E-Mehfil Mein Ishaaron Ka Daur Kaafi Hua
Mulaaqaaten Ho, To Mustaqbil Mein Raushanaai Hai
Maana Ke Bajatee Nahin Taalii Ek Haath Se -—to Bataao
Daahinaa Ya Baayaa, Mere Dono Haathon Mein Beqaraari Hai
Galat Sunkar Mashkooq Na Samjho Mere Ishq Ko Doston
Mainey Kahaa Nazar -Ë—Phir Aayee Hai-‘- Na Ki -Ë—Phiraayii Hai-‘
Jaan Jaati Hai Hamaari Jab Toktey Hai Wahin Mushtariq
Jo Kehte They Mujhe -Ë—lo, Tumhaari Jaan Aayee Hai-‘
Bajaay Mulaaqaat Har Baar Unse Do-Do Khat Miley Hamey
-Ë—satish-‘ Poocha To Farmaatey Hai, -Ë—khat Bhi Aadhi Mulaaqaat Hai-‘