Sang Mein Aaj Phir Ham Ek Rang Naya Laaye Hai
Rang-E-Mahfil Mein Aaj Phir Se Chaley Aaye Hai
Bahut Udaasiyaa Har_Su Hamne Sazaa Ke Rakhi Thee
Apni‚  Afsurdagi Mitane Ko Aaj Phir Se Chale Aaye Hai
Harsu-Chaaro Taraf
Afsurdagi- Tanaav, Depression
Apne Sabhi Dost Yahaan Pyaar Se Jab Miltey Hai
Yaisa Manjar Ankho Mein Basaane Phir Se Chale Aaye Hai
Sang-Dil Hai Jo Sanam Mera To Kya Hua Ye Dost
Dil-E-Jaar Ko Samjaane Ke Liye Aaj Phir Se Chale Aay Hai
Dil-E-Jaar-Tota Dil
Bahut Dino Tak -ŗSakhi- Khud Se Bahut Dur Rahi
Apni Hasti Ko Pahchanne Ke Liye Aaj Phir Se Chale Aaye Hai
Tajdeed-E-Wafa Nahi Ham Jante Hai Isliye Ye Dost
Dosti Mein Rang Bharne Ke Liye Aaj Phir Se Chale Aaye Hai