Samundar Ki Lehroon Pe Tair Rahi Meri Lash Hai
Aya Ek Machuvaar Laya Apni Naav Hai
Janta Hai Mein Ek Lash Hun Uske Kuch Kaam Ka Nahin
Magaar Insaaniyat Ke Khatir Mujhe Chor Ke Gaya Bhi Nai
Jaise Puch Raha Hai Mujh Se Mar Kar Bhi Akhein Khuli Hai
Ke Mujhe Kiska Intazaar Hai
Mar Kar Bhi Dubi Nai K Yeah Kaisa Lash Hai
Kaise Kahu Ussee Doubana Chahun Too Bhi Doub Nai Punga
Bus Mar Kar Bhi Ek Bar Uss Bewafa Ko Mil Kar Junga
Kahunga Usse Ke Dekh Tere Pyr Ki Meine Had Paar Kar Di Hai
Tujhe Khushiyan Se Bhari Zindagi Aur Khud Ne Gum Se Bhari Mout Li Hai