Saath Saath Rehte Hue Phir Bhi Hum Alag Alag Kun Hai
Hoti Hai Subah Tab Suraj Ki Kirane Mujhe Chuti Kun Nahi
Raat Sitaro Ki Chadar Phalati Hai Mujhe Roshni Chuti Kun Nahi
Nadi Jab Uchal Ke Sagar Se Milti Mujhe Thandak Kun Nahi Deti
Saath Saath Rehte Hue Phir Bhi Hum Alag Alag Kun Hai
Aaj Badlte Hue Mausam Ke Intezar Main Mang Sajaye Bethi Hun
Tum Chale Aaoge Ek Din Sine Main Arman Sajake Bethi Hun
Aaj Badal Bhi Garjte Hai Sukhi Dharti Ko Tript Karne Ke Liye
Main Bhi Chahu Tum Bhi Laut Aao Mera Badal Ban Ne Ke Liye
Phir Main Bhi Naach Uthu Morni Banke Geet Gau Tumhare Liye
Mai Kaap Uthi Hun Garjti Hui Bijali Se Laut Aa Gayi Hun Mere Liye
Saath Saath Rehte Hue Phir Bhi Aaaj Hum Juda Kun Hai