Rakibo Ke Sir Galat Ilzame Bevafai Hai,
Gairo Ne To Sirf Hava Di Hai, Aag Apano Ne Lagayi Hai
Pyaar Toh Kiya Mainey Bahut,
Magar Izhaar Na Karna Aaya.
Usney Poocha Toh Mujhsey Bahut,
Magar Ikraar Na Karna Ayaa.
Husn-O-Jawani Ho To Har Aik Ko Gharoor Aata Hai
Tere Bahar Adaoon Ko Dekh Kar Hamain Saroor Aata Hai.
Tujeh Bahar Kaha To Iss Leye Ki Har Mosaam
Shajar Se Rooth Bhi Jaye To Lot Kar Zaroor Aata Hai.
Us Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Jahan Thee Meri Manzil Wahin Mera Aashiyana Tha.
Bas Pahunch Hi Rahi Thi Kashti Saahil Pe
Is Toofan Ko Bhi Abhi Hi Aana Tha.
Sir Se Chaddar, Badan Se Hava Le Gayi,
Zindagi Hum Fakiro Se Kaya Le Gayi.
Meri Muththi Mein To Kuch Sukhe Hue Phool Hai,
Khushbo Ko Udakar Hava Le Gayi.
Maien Samandar Ke Sine Mein Chala Gaya,
Raat Ek Mauj Aayi Usen Baha Le Gayi.
Chand Ne Raat Ko Jagakar Kaha,
Kssi Ladake Ne Tumhari Ashaqui Le Gayi.