Pyar Me Kya Kya Na Badla Karte Hai
Pehle Khud Insaan Phir Jise Pyar Kiya Vohi Badala Karte Hai
Milti Hai Khushi Kuch Palo Ki
Phir Khushiya Umar Bhar Ki Ruswayioo Me Badala Karti Hai
Koyi Saath Nahi Hota Par Bhi Tanhayi Na Hoti Hai
Phir Dekho Kis Kis Tarha Har Lamha Lamha Judayi Hua Karti Hai
Vo Din Bhar Ka Muskrana Apne Aap Se Sharmana
Har Waqt Aisa Nahi Rehta Phir Khus Se Ruswayi Hua Karti Hai
Udtey Phirte Hai Jis Aasmaan Me Hum
Ek Din Uddan Sirf Ik Pinjare Me Hua Karti Hai
Tarapna Aur Tarpana Hi Hai Shayad Usuul Muhobbat Ka
Pehle Khud Se Phir Zamane Bhar Se Shikayut Hua Karti Hai