Pyaar Se Junoon Tak, Junoon Se Mazaar Tak,
Hum Chale Magar Safar Rahe Yeh Intizaar Tak.
Zeest Kee Haqeeqaton Ko Jaante Hain Sab Magar,
Sota Hain Bashar Har Ekk Khwaab-Aitbaar Tak.
(Zeest==life ,Bashar==human Being)
Husn Se Bhii Door Hoon Main Ishq Se Bhii Door Hoon ,
Raah Dikh Rahii Hai Muzhko Mere Rozgaar Tak.
Ret Pe Chale Hain Roz Mirg Kii Tarah Sabhi,
Kaafile Kabhii Na Pahunche Apne Aabshaar Tak.
(Aabshaar==water Fall ,Mirg=ƒÂ¾er)
Roz Thoda Thoda Marte Gar? Khamosh? Hum Rahe ,
Hausle Rahenge Kaise Jung-E-Aar Paar Tak