Nahin Ban Jata Koi Apna Yuhi Dil Lagane Se
Karni Padti Hai Dua Rabse Koi Apna Pane Me
Rakhna Sambhaal Kar Ye Rishte Apne
Toot Na Jaye Ye Kisi Behane Se
Dosti Ke Bazar Mein Dost Nahi Beche Jaate
Dosti Ke Naam Par Jhooth Nahi Bole Jaate
Har Insaan Par Bharosa Karke
Dosti Ke Cheethre Nahi Udaye Jaate
Nazar Kuch Zuban Kuch Kehti Hai
Chehra Kuch, Honth Se Kuch Aur Keh Jaate Ho
Shayad Tumhare Sach Ko Bhi Jhooth Ki Aadat Hai
Raaz Khul Gaye Sab, Phir Bhi Dardon Ki Naqab Dikha Jaate Ho