Mujh Ko Bachpan Wo Yaad Aata Hai,
Rooz Akar Mujhe Rulata Hai,
Meri Maa Jab Mujhe Lagati Gale,
Abbu Kandhe Pe Jab Uthate The,
Meri Behne Mujhe Satati Thi,
Bhai Mere Mujhe Hansate The,
Kitna Piyara Tha Wo Mera Bachpan,
Kitni Piyari Thi Wo Meri Sakhia,
Meri Gudia Ki Jab Hui Shadi,
Meri Ankhon Se Ashq Bhte The,
Yaad Aai Bidai Meri Mujh Meri,
Ghar Ke Sab Ro Rhe The Jab Mere,
Bebas Hoke Mein Bhi Roithi,
Apne Babul Ka Chodkar Angna,
Jab Praye Des Mein Ayi Chodkar,
Apne Babula Angna,
Sare The Log Mujh Se Anjane,
Ro Rhi Aankh Yaad Kar Ke Wo Din,
Dil Mera Bhi Tadhaf Rha Hai Yha,
Meri Maa Ab Bhi Aaj Rotti Hai,
Na Mein Un Ki Rhi Na Apni Hun,
Ab To Bas Zindgi Mein Hai Yaadein,
Or Mein Hun Meri Tan Hai Hai,
Meri Bachpan Ki Sirf Yaadein Hai,
Apna Bachpan Yaad Jab Bhi Karo,
Bibbo Ki-Â…ye Nazm Padhke Rolena.

By Hameeda