Mit Gaya Hai Sab, Kutch Nishaan Baaqi Hai-Â…..
Naazuk Haathon Ki Dil Pe Pehchaan Baaqi Hai-Â…..
Us Roz Thokar Khaayi, To Ye Khayal Bhi Aaya-Â….
Mohabaat-E- Tajurba-E-Darmiyaan Baaqi Hai-Â….
Pehle To Hausla De, Ab Kehte Hain Vo Log-Â…..
Itni *Uljat Kyun, Waqt-E-Karwaan Baaqi Hai-Â…..
Waqt-E-Jashn-E-Barbaadi Gujar Raha Hai-Â…..
Der Na Ho Jaaye, Kayi *Aaraaiyaan Baaqi Hai-Â…..

Kami Thi Ilzaam-O-Saza Mein Meri Shayad -Â…..
Maayusion Se Laga, *Raqib-E-Bayaan Baaqi Hai-Â….
Chand Roz Mein Hi Kyun Laut Aaya Phir Se-Â…..
Kehta Hai, Abhi Bhi Kutch *Dayaan Baaqi Hai-Â…..
Daal Ke Khaak Meri Hasraton Pe, Usne Kaha-Â…..
Ae Yaar, Kutch Hasrat-O-Armaan Baaqi Hai-Â…..
Koi Arzoo Reh Gayi Ho To, Aa Jaao Ae Sanam-Â…..
Aaj Bhi ^aman^ Ka Aashiyaan Baaqi Hai