Mile Muqadar Ko Har Shey Zarori Nahin,
Bas Main Hoon Khud Ki Zindagi Zarori Nahin.
Palete Agar Chah Rakte Sanam Teri,
Hasil Karoon Har Cheez Ko Main Zaroori Nahin.
Har Khushi Aur Muhabbat Se Tar Rahe Jisam Mera,
Ho Har Shijar Pe Bahar Zarori Nahin.
Main Hoon Aaftab, Aur Woh Hai Mehtab!,
Aftab Har Bar Chamkaye Mehtab Ko Zarori Nahin.
Waley Badey Na Shukar Hain Tere Banaye Howey Log,
Gilla Ya Dohai Dena Har Kisi Ko Zarori Nahin.
Jeet Hi Leen Gey Is Ka Dil Hum Bhi Ek Din,
Har Bar Ho Faqat Humari Haar Zarori Nahin.
Pesey Se Kharidna Chatey Hain Har Seey Ko!,
Dolat Se Har Cheez Ko Khareedna Zarori Nahin.
Gar Miley Rah Par Sanam To Siney Se Lepta Lon Ga!,
Kaha Hai Is Nay Kay Khuda Ka Hai Behtareen Pyar Mera Pyar Zarori Nahin.
Taqdeer-E-Tasawar,Tajrey Tanhai Main Tinka Hai!,
Wahshaat Se Veeran Sara Ho Daasht Zarori Nahin.
Bar Acha Lagta Hai,Samandar Bhi Mojoon Se,
Hamesha Ho Samandar Mojoon Se Pur Afshan Zarori Nahin.
Kabhi Jo Howa Inka Gozar Gali Se To Tak Lengey Surat-E-Yaar,
Har Rooz Mehboob Kay Bazam Wo Ghar Main Jana Zarori Nahin.
Main Sarapa Jal Gaya Hoon Teri Chah-E-Muhabbat Main!,
Kisi Se Bhi Wafa Se Zyada Wafa Karna Zarori Nahin.
Tapish-E-Suraj Ney Nidhal Kiya Garmi Se!,
Ho Har Din Sarpey Badal Wo Shijar Ka Sea Zarori Nahin.
Sabar Wo Tahammul Se Rasi-E-Khuda Ko Mazboti Se Thamo Aye Lagon,
Har Kaam Wo Seey Main Jaldbazi Karna Zarori Nahin.
Bisti Gonhayon Ki Hai,Bastey Hain Sab Hi Gonhagar Yahan Pey!,
Faqat Har Lamha Wo Har Ghardi Bura “Haseeb” Ko Kaho Zarori Nahin.
By Mirza Haseeb