Mere Sahil To Laharon Ke Saath Hi Chalte Rahe
Lahro Ki Hi Hasrat Thi Jo Havao Ke Rukh Badalte Rahe
Mera Samandar Chupchap Rota Raha
Jab Dil Se Dard Ke Shole Nikalte Rahe
Na Thi Samanadr Ko Ummid Kabhi Uske Wade Nibhane Ki
Lahro Ke Silsile Girte Rahe Sambhalte Rahe
Mitha Tha Samandar Bhi Kabhi Ishq Ke Zamane Me
Ye To Gamo Ke Aansu The Jo Khare Pani Me Badalte Rahe