Mere Dost Maine Zindgi Bhar
Tumse Sakht Nafrat Ki
Or Aaj Mujhe Ue Nafrat Ka
Badla Mil Raha Hai
Lekin Us Samay Mujhe
Ajeeb Khyal Aaya
Main Tumse Nafrat Karta Hun
Itni Shakat Nafrat Karta Hun
Main Tumhara Sayad Kabhi Bhi
Katl Na Kar Sakun
Sayad Main Zindgi Ki Har Chij Chod Sakta Hoon
Jitni Nafrat Maine Tumse Ki Hai
Ye Nafrat Meri Jindgi Ka Ek Ang Hai
Yahi Ab Mere Jeene Ka Sahara Hai
Fhir Main Is Nafrat Ko Kaise Khatm Karoon
En Khayallon Ne Mujhe Gher Rakha Hai
Tab Maine Socha Ki Main Tumse
Itna Nafrat Karta Hoon
Ki Tumhare Bager Zinda Nahi Rah Sakta
Ager Is Nafrat Ko Main Chod Deta Hoon To
Main Mar Jaoonga Sayad Kab Ka Mar Gaya Hota