Mar Mar Ke Jeena Hume Sikha Gaya …
Judai Ki Aag Main Hume Jhulsa Gaya
Tujhse Pehle Jeete The Hum Jindadili Se …
Ab Har Lamha Aansoun Main Sama Gaya -Â….
Nigahen Bayan Karti Rahi Rakh Umeedo Ko
Arman-E-Mohbbat Kitne Seene Main Dafna Gaya-Â…
Humne Ki Thi Mohbbat Beintha ‘E’ Jamane
Halat-E-Dewangi Ko Tu Pagalpan Bana Gaya
Bekhabar The Tere Dhoke Ki Basti Se Teri
Khushi Se Shamshan Apne Ghar Ko Bana Gaya..
Rakhte The Hasrat Teri Nighaon Basne Ki-Â…
Apni Hi Aankhon Ko Jheel-E-Ashq Bana Gaya
Phool Se Badan Ko Pane Ki Chah Thi Bas
Kanton Ke Taaz Se Dil Ko Apne Saza Gaya
Socha Na Tha Ye Hogi Manjil-E–Å—saccha_pyar-
Shurwat-E-Jindgi Ke Pal Main Hume Dafna Gaya