Maanta Hu Main Ke Tu Kitni Haseen Inayat Ho Maine Payi Hue,
Sochta Hun Main Aksar Pilayee Hai Is Tarahse Tune
Kabhi Hoshki Khabhar Hi Nahin Raheen Mujhe
Smbhalta Hu Kabhi Hosh To Yeh Dil Tokta Rahta Hain Hamesha
Kyun Ke Use Ab Kai Hisson Mein Bikharna Hain
Yaha Main May Nahin Hoonga, Tum Tum Nahi
Ek Lakir Hongi Dono Ke Darmiyan Wado Irado Ki
Jism Aur Jaan Jaroor Alag Alag Honge Mere Aur Tumhare
Lekin Tum Aye Nasheman Mere Dilka Hissa Hongi Jaise Main Tumhari
Yeh Main Samazta Rahoonga Tere Chereko Padkar To Kabhi Ankhomein Doobkar
Kabhi Teri Muskarahatomein To Kabhi Tere Aasuonmein Sametkar-Â…