Maana Ki Hum Ne Kuch Khawab Dekhe Hain
Kitaab-E-Zeest Main Dukhhun K Hi Baab Dekhhe Hain
Humaari Chaahat Ko Woh Rasm-E-Dunia Hi Samjhte Rahe
Laasani-E-Jafaa K Haamil Hum Ne Ahbaab Dekhhe Hain
Bay Itnaai,Bay Wafaai,Gham-E-Judaai,Jabl-E-Tanhaai
Rah-E-Ulfat K Hum Ne Sabhi Aazab Dekhhe Hain
Tere Hijr K Teri Fikr K Teri Duri K Teri Majboori K
Gharaihan Main Chhupe Saare Mahtaab Dekhhe Hain
Apni Husti Ko Bhi Mitaa Diya Hum Ne Khaater-E-Wafa
Nazish Ne Her Soo Tupte Hi Aftaab Dekhhe Hain