Maana Ke Duniya Ne Dard Aap Ko Bhi Diya Aur Hum Ko Bhi Diya
Shardiyo Mein Zeher Ka Ghoot Aap Ne Bhi Piya Hum Ne Bhi Piya
Magar Kyun Chede Jaa Raho Ho Har Zakhm Jo Waqt Bhar Chale
Aur Dil-E-Rog Kyun Laga Rahe Ho Bhool Kar Har Gile
Majboori Shayad Unki Bhi Kuch Thi Jo Woh Door Chale Gaye
Ada Uski Aaj Tak Hum Bhi Nahi Bhool Paye
Keh Jab Bhi Bhoolana Chaha Har Tanhai Har Maud Mein Sirf Unki Yaad Aayi
Ab To Dua Hai Keh Woh Kahin Phir Miljaye
Kisi Mehfil Mein Hum Jalaye Shaama Magar Woh Phiguljaye
Tadap Ka Ehsaas Unhe Bhi Ho Jo Humne Mehsus Kiya Unki Jalak Woh Bhi Paye
Phir Sochte Hain Yeh Pyaar Nahi Ek Zaalim Ka Badla Hain
Isiliye Phir Chale Hain
Unhi Talaash Mein Keh Shayad Kahi Woh Ek Baar Phir Miljaaye