Maa Ke Qaaddmo Mein Meri Jannat Hai,
Us Ki Khushio Ki Raab Se Mannat Hai,
Us Ka Aanchal Sadan Rahe Sar Pe,
Rab Se Mangi Ye Hi Mannat Hai,
Meri Maan Haye Kit Ni Bholi Hai,
Meri Khushi Yon Me Us Ki Holli Hai,
Jan Us Par Nisar Kar Dun Mein,
Meri Khushia Wo Meri Jannat Hai,
Meri To Sabhi Se Eltaja Hai Yehi,
Sabhi Maa Baap Ko Piyar Karo,
Dunia Ki Shushia Un Par Nisar Karo,
Qaadmon Me Un Ke Dunia War Karo,
Jitna Bhi Doge Piyar Wo Kam Hai,
Un Ki Qurbanio Me Wo Dam Hai,
Un Ka Koi Jwab Nhi Be Looc Chahat Hai,
Un Ke Peroon Me Hamari Jaannat Hai,
Sari Dunia Ek Taraf Or Maa Bap Ektaraf,
Un Ki Koi Misal Nhi Un Ka Koi Jwab Nhi,
Sab Ko Naseeb Hon Maa Baap Ka Piyar,
Unke Jesi Jhan Me Koi Duji Cheez Nhi,
Tham Lo Un Ke Budhe Hathon Ko,
Un Ke Jesa Jhaan Me Koi Garib Nhi,
Dunia Me Un Jese Koi Qarib Nhi,
Wo Na Hote To Tumhara Naseeb Nhi,
Sab Ko Bas Apna Apna Kehna Hai,
Apni Biwi Apna Gehna Hai,
Ye Nhi Jan Te Ki Kal En Ko Fir Se,
Maa Baap Ban Ke Rehna Hai,
Wohi Batte Hai Fir Wohi Sap Hai,
Waqt Dohrayega Wo Sab Jo.Kal,
Tumhare Sath Zaaroor Hona Hai,
Jo Fasal Bodi Wo To Kato Ge,
Ye To Dastur Bahut Purana Hai,
Kesi Lagi Bibbo Ki Ye Bate Tum Ko,
Padh Ke In Ko Zaara Goor Karo,
Apne Maa Baap Ko Na Door Karo.

By Hameeda Ameer