Kyun Khafa- Khafa Se Baithe Ho-Â…
Aao, Mere Dil Ke Mehmaan Aao-Â…
Aao, Ke Kutch Samaan Baaqi Hai-Â…
Lautane Hi Sahi, Meri Jaan Aao-Â…
Wo Chand Lamhe Raaton Ke-Â…
Jab Saari Shab Main Jaagta Tha-Â…
Mere Kaandhe Ka Sirhana Bana-Â…
Tumhe Baahon Mein Sulata Tha-Â…
Wo Chand Lamhe Lautane Aao-Â…
Aao, Mere Dil Ke Mehmaan Aao-Â…
Wo Shaakh Ke Patton Ke Sarsarahat-Â…
Jahan Ghaton Baith Gujaarta The-Â…
Unki Mauseeqi Mein Tumhare Liye-Â…
Ek Purna Nagma Gungunata Tha-Â…
Vo Sarsarahat Lautane Aao-Â…
Aao, Mere Dil Ke Mehmaan Aao-Â…
Wo Gali Ke Nukaad Ki Shaamein-Â…
Jisne Kai Haunsle Sang Baante Hain-Â…
Tumhare Haathon Mein Haath Rakh-Â…
Tum.Mein Ek Vishwaas Jagata Tha-Â…
Wo Shaamien Lautnaane Aao-Â…
Aao, Mere Dil Ke Mehmaan Aao-Â…
Is Dil Ko Tadpana, Tumhari Aadat Rahi-Â…
Tumhari Haansi, Humari Ibaadat Rahi-Â…
Naya Ek Jahaan Mil Gaya Hai-Â…
Nacheez Ko Suqun Sa Mil Gaya Hai-Â…
Ek Naye Gam Se Is Tadpaane Aao-Â…
Aao, Mere Dil Ke Mehmaan Aao-Â…
Aao, ^Aman^ Ka Samaan Baaqi Hai-Â…
Lautane Hi Sahi, Meri Jaan Aao