Kuchh Ansoo Hai Ankhon Mein,
Kuchh Khwaab Hai Dil Mein.
Kuchh Dard Hai Seene Mein,
Jo Chhup Jaayen Har Mehfiil Mein.
Kayeen Zakham Bhii Chune Hain,
Iss Ashiiq Ki Liye Taqdizr Nein.
Teri Khushiyon Ke Siwa Kuchchh Manga,
Bas Teri Hasee Mangi Is Fakeer Nein.
Ankh Sooki Ho To Yeh Na Samajhna Ke Main Roya Nahin,
Mera Haal Fakeeron Sa Naa Lage, To Yeh Na Samajhna
Ki Maine Kuchchh Khoya Nahin
Maine To Khoya Apni Zindagani Ko,
Bachpan Guzara Mera Hassi Mein,
Tune Rula Diya Meri Jawani Ko
Ik Tuta Hua Dil, Do Tarsi Hui Ankhein,
Yehi To Jaageer Hai Mere Paas.
Tere Likkhe Hue Khat, Tere Diye Hue Zakhm,
Aur Teri Ek Tasveer Hai Mere Paas.
Main To Tere Bina Mar Paoon Gaa,
Tu Mere Vajood Ko Bhoolakar Jee Rahee Hai.
Kehte Hain Log Ki Main Tere Gham Mein Sharaab Bahut Peeta Hoon,
Nahin Jaanti Yeh Duniya, Ki Kambakht Yeh Sharaab Mujhe Pee Rahi Hai