Kuch To Padhiye Ke Log Kehtein Hain
Aaj Ghalib Gazal Dusara Na Hua
Dard Minnat Kashe Dawaa Na Hua
Main Na Acha Hua Bura Na Hua
Jama Karte Hi Kyun Ratibon Ko
Ek Tamasha Hua Gila Na Hua
Hai Khabar Garm Unke Aane Ki
Aaj Hi Ghar Meere Boriya Na Hua
Kya Wo Namrud Ki Khudai Ki
Bandagi Mein Mera Bhala Na Hua
Jaan Bhi Di Hui Usi Ki Thi
Hak Tto Ye Hai Ki Hak Adaa Na Hua
Dard Minnat Kashe