Ko^ii Baat Mukaam Par Nazar Aati Nahi
Jaan Jatii Hai^n Lekin Kazaa Aati Nahi
Ko^ii Jiirah Samjh Aati Nahi
Dil Ko Kya Samjha^un,Samjh Aati Nahi
Khuda Yu Tao Dabe Kaii Khwab Siin^ae Mai
Lekin Us^s Kaafir Kii Tasviir Nazar Aati Nahi
Mere Alfaazo^n Ko Jo Koii Tol^en
Kahanii Mai Meri Jindagii Nazar Aati Nahi
Dhundha Karte Hain Tujhe Paras Garibo^n Mai
Par Dil K Mufliiso^n Mai To Kyu Nazar Aati Nahi
Dil K Raaz Jaante Hai Hum Par
Sachi Bat Ab Ka^nhii Nazar Aati Nahi
Ae Ishq Dil Hai Mera Bajara
Use^n Koii Manzil Nazar Aati Nahi
Na Milunga Tao Kise^n Dil Behala^enge
Sangh Dil Hai Sanam Usko Ye Bat Samjh Aati Nahi
Pathar Tuuta Par…Sanju Nahi
Gum-E-Bojh Tujhe Ye Bat Samjh Aati Nahi
Dekhii Humne Bahut Sii Mehafile
Roopali Unmai Teri Sadgii Nazar Aati Nahi
Poojii Jati Hai Tulsi Mere Aangan Mai Lekin
Tulsi Teri Masumiyat/apnapan Par Usemai Nazar Aati Nahi
Meena Mata Ap Kai Liye Bhii Hai Kuch
Dhudha Hai Hum Pyar Ko Patharo^n Diwaro^n Mai
Par Meena Tere Anchal Kii Chaa^vn Unmai Nazar Aati Nahi
Ae Chaand Aasma Kii Khubsurtii Hai Tu
Par Chaand Usmai Tujhsii Shaliinta Nazar Aati Nahi