Koi Zid Nahi Karunga, Mazbur Nahi Karunga
Dukh Agar Tumhara Dukh Door Nahi Karunga
Har Dukh Ko Tumhre Pas Se Mere Pas Karana Hai
Tumhari Ankhon Main Ansu Ka Samandar Hai
Mujhe Laharon Main Utarna Hai
Samanader Main Rahana Hai
Tumhare Dukh Tumhre Ansoo Ke Sath
Tumahree Ankhon Main Bahana Hai
Samanader Main Rahana Hai
Tum Ko Pyas Lag Gayee To Khud Ko Meetha Aab Karana Hai
Tum Ek Lafze Muhabbat Ko Tarsee Ho
Maine Khud Ko Pooree Kitab Karana Hai
Rooh Kee Tarah Khud Se Niklna Hai
Maine Rooh Kee Tarah Tum Main Bharna Hai
Tumhara Dukh Door Nahee Karana
Tumhre Pas Se Mere Pas Karana Hai
Maine Tumhara Har Ansoo Parhna Hai
Maine Tumhara Har Ansoo Parhana Hai
Koyee Zid Nahee Karoonga, Mazboor Nahee Karoonga
Dukh Agar Tumhara Hai Dukh Door Nahee Karoonga