Koi Nehin Hein Fhir Bhi Awaz Arahi Hein
Shayad Meri Mohabbat Mujhko Bularahi Hein
Mere Labo Ko Ushke Andaz Milrahe Hein
Ushke Suro Ko Mere Alfaz Milrahe Hein
Mein Geet Likhraha Hu Who Geet Gaa Rahi Hein
Shayad Meri Mohabbat Mujhko Bularahi Hein
Yeh Meri Zindegi Ki Sabse Hasin Ghadi Hein
Nazro Ke Samne Who Chhupkar Kahi Khari Hein
Na Paas Arahi Hein Na Dur Jaarahi Hein
Shayad Meri Mohabbat Mujhko Bula Rahi Hein
Baas Ek Jhalak Dikhake Pagal Banadiya Hein
Badal Ko Ushne Aapna Kajal Banadiya Hein
Phoolo Se Ab Who Aapni Julfe Sajaa Rahi Hein
Shayad Meri Mohabbat Mujhko Bula Rahi Hein
Koi Nehin Hein Fhir Bhi Awaz Arahi Hein
Shayad Meri Mohabbat Mujhko Bula Rahi Hein